“Khalbatta” by Dharmik is a high-energy track where the rapper showcases his Hyderabadi flair and raw lyrical skill. Using Dakhni lingo and references to local culture, Dharmik presents himself as the ‘khalbatta‘ (mortar and pestle), implying that he grinds hard and shapes the rap scene, while other rappers are the spices. The song’s catchy verses highlight his street credibility, unique style, and powerful delivery.
Khalbatta Dharmik Credits
Track Name | Khalbatta |
---|---|
Written & Performed By | Dharmik |
Music Producer | Aditya Pushkarna |
Primary Artist | Dharmik |
Singer/Performed By | Dharmik |
Lyricist/Written By | Dharmik |
Music Produced By | Aditya Pushkarna |
Co-Composer | Aditya Pushkarna |
Music Label | Saregama |
Genre | Hip Hop |
Sub-Genre | Rap |
Language | Hindi |
Country of Origin | India |
Khalbatta Dharmik Lyrics
Dharmik
Asli Hyderabadi Kaldi Behri Kanpatti Pe
Mallampatti Mein Bhi Maaram Peeti Kam Bharti Mein
Saaf Niyyat Sabse Pehle Humdardi Mein
Quli Qutub Shah Main Aur
Golconda Meri Sampatti Mein
Magadheera Aaya 100 Ke Saath Mein Nahi
Zubaan Pe Qiwam Laaya Saunf Haath Mein Nahi
Naak Ki Akkad Teri Zinda Tilismath Mein Gayi
Aukaat Se Aankh Mila Ustaad Se Nahi
Bebehre Diche Bauraan Hoke Baalan Kheenche
Gardan Uthi Toh Jhatke Mein Wo Mundi Neeche
Leher Se Aage Chalke Tsunami Ko Laa Re Peechhe
Khauf Ka Manzar Ye Maut Sunke Chaaron Khaane Chit Hai
Aag Se Taalukaat Laakh Hue Raakh
Rakh Maalumaat Thugs Unit Saath Bol Zindabad
Haadse Ke Baad Thookte Tezaab
Khoon Ka Hisaab Bolti Kitaab
Kaun Biggie Pac, Chal
90’s Kid Bolto Enticer Low Rider
Saath Mein Potte Full Bachpan Se Street Fighter
Strike Pe Thehre Toh Spectator Non Striker
Film Bithanewale Boys Mere Script Writer
Tu Uss Se Deal Sign Kar Jo Bajra Ponge Par
Bhikari Ka Katora Bhar Usko Show Dekar
Noch Ke Khana Haqq Rakh Favour Batke Bhar
Rough Paper Literature, Showmaker Motebar
Sheher Mein Albatta Dharmik Bhai Khalbatta
Daal Ke Koot Diye Bina Kheenche Charpatta
Jadd Mazboot Main Jhaad Bana Bargad Ka
Mere Ko Dekh Ke Rap Kar Raha Har Ghar Ka Har Baccha
Sheher Mein Albatta Dharmik Bhai Khalbatta
Daal Ke Koot Diye Bina Kheenche Charpatta
Jadd Mazboot Main Jhaad Bana Bargad Ka
Mere Ko Dekh Ke Rap Kar Raha Har Ghar Ka Har Baccha
Khooni Mera Pen Fingerprint Saboot Haan
Vash Mein Kara Toh Bole Flow Mein Choo Chha
Wajood Tera Bolta Tu Kitta Jhoota
Tu Peechhe Choota Badal Bey Joota, Chal
Le Angootha Kar Munh Bandh Tu
Bandh Crew Bandh Run Bandook Maare Dhan Dhan
Mic Pe Thooka Toh Adchan Lakshan
Sab Jann Kare Mere Ghutke Se Manjan
No Mere Ko Tu Copy Kar Nakko Bro
Khud Bana Kudrat Khud Kara Grow
Ye Microphone Ke Rowdy Sheetera Azmaya
Jee Phatake Bichak Jaare Dog Horn Ko
Foot Boarding Karteve Sapne Dekhe Billboard Ke
Scene Mein Mere Se Zyada Charche Mere Pincode Ke
Track Pe Huggte Tum Main SCR Beast Mode Pe
HYD Rep Karne Gaanv Wale Aagaye Gaanv Chhodke
Kabir Main Kalam Kamaal Kagaz Kamaali
Dus Mohammad Ali Tum Par Eklauta Tenali Main
Scene Aukaali Jaali Kabali Kuch OG Quali
Sarv Shaktishaali Nazar Rakhta Main Maula Ali Se
Best in the City Kehte Ayub Rapper
Munh Kholke Dhaar Maare Har Jagah Par
DND Father Izzat Ada Kar
Mera Haath Chhone Se Pehle Tu Pair Padd Aakar
Sheher Mein Albatta Dharmik Bhai Khalbatta
Daal Ke Koot Diye Bina Kheenche Charpatta
Jadd Mazboot Main Jhaad Bana Bargad Ka
Mere Ko Dekh Ke Rap Kar Raha Har Ghar Ka Har Baccha
Sheher Mein Albatta Dharmik Bhai Khalbatta
Daal Ke Koot Diye Bina Kheenche Charpatta
Jadd Mazboot Main Jhaad Bana Bargad Ka
Mere Ko Dekh Ke Rap Kar Raha Har Ghar Ka Har Baccha
“Khalbatta” is a high-octane track where Dharmik flexes his unique style and commands attention with powerful lyrics that blend Hyderabadi culture with global rap influences. The song’s punchy lines and confident delivery set Dharmik apart as a key figure in the Indian rap scene.