PYAAR? Naam Sujal Lyrics

- Advertisement -

“PYAAR?” by Naam Sujal explores the emotional complexities of a relationship. It reflects the internal struggles between love and desire, highlighting the emotional tension between a partner feeling disheartened and the other attempting to repair the bond.

The track delves into the intricacies of human emotions, questioning the authenticity of love when overshadowed by lust. The dramatic beat switch and poignant lyrics create an atmosphere of conflict and reflection.

- Advertisement -

PYAAR? Naam Sujal Credits

Track NamePYAAR?
Written & Performed ByNaam Sujal
Music ProducerAditya Pushkarna
Primary ArtistNaam Sujal
Singer/Performed ByNaam Sujal
Lyricist/Written ByNaam Sujal
Music Produced ByAditya Pushkarna
Co-ComposerAditya Pushkarna
Music LabelSaregama
GenreHip Hop
Sub-GenreRap
LanguageHindi
Country of OriginIndia

PYAAR? Naam Sujal Lyrics

PYAAR?
Kaale sehron ke panne khatam
Meri aksar aks yeh poochhe kahaan pe likhun
Jab bhatke teri aankhon ka noor
Tab hi sehmaa bikhre mera kaafila kyun
Khuda tera kaafir hai khud
Meri jaan tere aage wala aadmi hai tuchh
Bharne de ghaav pehle baad mein le chhu
Dukh hai aaj bhi sunu main tujhe surkhiyon mein
Roti aaj bhi chhat pe jo tu gumm si hoke
Chaand bhi le aata hoga dhun piro ke
Jawaab hai main rahunga wahaan narak mein tapte
Sawaal hai ki jaan kya wahaan tum bhi hoge

Sawaal hai ki kya meri umeedon pe
Chalna hoga tere munsifon se
Kal na hoga tere haath mein jo kuch
Toh phir palna hoga meri unn cheezon pe
Jo chubhti hai tujh ko
Haan jaise mera kaam aur yeh moochh
Tere gusse ke daam ho rahe kroor
Hum hote uthte se hi shaamon mein choor
Iss paraye ko le din bitaa rahi ab
Apno ko tak ginti jo nahi thi
Tujhe khaati teri zimmedariyan
Mujhe khaati meri insecurities ab

Aa saath tere banta deewana
Baad tere main na
Jo baat kare tera deedar
Woh baat mere mein kahaan nahi
Jaanchte reh bas rakh ja sar pe haath meri jaana
Hota kaash mujhe aasaan samajhna kaash tujhe na

- Advertisement -

Tera mann mere paas ruke na
Tu nawab aur yahaan paanch rupay na
Ateeton ka dil mera sheesha hai
Aur tu soche bas kaanch chubhe na

Ata gela tujha naad kuthe
Teko dene ko nahi mere paas khaas kuch hai
Bas khwaab hai bhare pade khaali passbook hai
Tabhi ghabrati dhoondhe meri laash tujhe
Degi tu maafi nahi
Par inn chaddaron ko rakha jo chehre pe tu ne mere
Raatein behtar aur savere bhi sanware
Toh tere pe maine
Aake bas ab aankhein tu haathon se kar de bandh
Taaki neendein bhi khwaabon se bole
Kehna jo keh rahe thae
Jagah pe na rahun main toh kaaga tha gully ka
Teri adaa pe jo mara bhoola jeene ka saleeqa
Laga ki tu rok hi degi kaanta wahaan ghadi ka
Inhi baaton mein toh gumm ho jaake bhoolun tera mol
Ab aage hone wala kya tu meri aankhon mein le khoj
Aur wahaan ki chamak bekaar hai seh lena

Mere khwaabon ko jaan ke
Jo tu samay ki maang kare
Woh samajh se paar hai meri jaan

- Advertisement -

Madad hi maange badhe faasle zara
Toh bana leta dil mera khud se khabre
Iss zamaane mein jeene se behtar hai
Ki yahaan baithe marr hi jaun
Teri chhoti ungli pakde
Aur shayad tera saath nibhaalu main
Ya shayad mujhe kuch na maloom hai
Par zimmedaar bana 2 cheezon se
Mere baap ke taano aur tere baap ki daaru ne
Sikhaya mujhe bann-na sateek
Aur tabhi leta hoon main saare pahiye sambhaal
Sab chhod mujhe bolna yeh tha ki mujh se
Kya karti hai sahi mein tu pyaar

Aur yahi hai sawaal
Ke kya tu nahi hai jawab
Kya tu nahi hai jawab
Saath tere banta deewana baad tere main na
Jo baat kare tera deedar
Woh baat mere mein kahaan nahi

Jaanchte reh bas rakh ja sir pe haath meri jaana
Hota kaash mujhe aasaan samajhna kaash tujhe na

PYAAR
Talab
PYAAR jism talab
PYAAR nahi talab
Iss talab-e-jism mein marham har kism
Tu ek baari ghaav toh de
Inhi adaon ki latton ka zikr
Adalaton mein jaake karo
Tu ek raati pyaar toh kar


- Advertisement -
Related Articles

LEAVE A REPLY

Please enter your comment!
Please enter your name here

Most Popular

x